Sayyada Sayyada LYRICS | Mohammad Ali Faizi
Presenting beautiful manqabat "Sayyada Sayyada Sayyada". New manqabat in prais of Sayyeda Fatima Zehra raziyallahu anha. Sung by Mohammad Ali Faizi.
SONG CREDITS:
Song: Sayyada Sayyada Sayyada
Singer: Mohammad Ali Faizi
Composition: Mohammad Ali Faizi
Sayyada Sayyada - Song Lyrics
Sayyada Sayyada Sayyada
Sayyada Sayyada Sayyada
Sayyada Sayyada Sayyada
Sayyada Sayyada Sayyada
Fatima Tayyaba Tahira
Sayyada Sayyada Sayyada
Kaise Hoga BayaƱ
Aap Ka Martaba
Sayyada Sayyada Sayyada
Sayyada Sayyada Sayyada
Jiski Surat Azal Mein Banayi Gayi
Mustafa Ki Tarah Hi Sajayi Gayi
Saari Duniya Mein Behtar Jo Paayi Gayi
Rab Ka Quran Deta Hai Jiska Pata
Sayyada Sayyada Sayyada
Sayyada Sayyada Sayyada
Shaan Jis Ki Khuda Ne Bhdhayi Bahot
Zaat Jis Ki Nabi Ne Saraahi Bahot
Jiske Qadmon Ne Barkat Lutayi Bahot
Zaat Jis Ki Zamane Mein Sabse Juda
Sayyada Sayyada Sayyada
Sayyada Sayyada Sayyada
Karbala Jis Ke Kumbe Ka Dastoor Hai
Jis Ka Har Bachha Noorun Ala Noor Hai
Noor Jis Ke Gharane Se Mashhoor Hai
Noor Hi Noor Jis Ko Raza Ne Kaha
Sayyada Sayyada Sayyada
Sayyada Sayyada Sayyada
Jo Saraapa Sakhaawat Ki Tafseer Hai
Shaan Mein Jis Ki Aayat-e Tatheer Hai
Hubahoo Jo Mohammad Ki Tasweer Hai
Jis Ke BetoƱ Se Ye Deen-e Ahmed Chala
Sayyada Sayyada Sayyada
Sayyada Sayyada Sayyada
Jo Zamane Mein Sabse Badi MaaƱ Rahi
Jin Ke Ghar Ki Tarah Koi Ghar Hi Nahi
Jin Ke BetoƱ Mein Hain Mere Khwaja Moin
Unke Hi Laadle Toh Hain Ghaus ul Wara
Sayyada Sayyada Sayyada
Sayyada Sayyada Sayyada
Tere QadmoƱ Se Jab Mere Jana Huwa
Jaise Zinda Janaza Rawaana Huwa
Sari Duniya Se Ab Main Begana Huwa
Apne Dar Pe Shafat Ko Phir Se Bula
Sayyada Sayyada Sayyada
Sayyada Sayyada Sayyada