Mera Badshah Hussain Hai Lyrics in English, Hindi & Urdu
Presenting most viral Manqabat Mera Badshah Hussain Hai Lyrics in English, Aisa Badshah Hussain Hai Lyrics in Hindi, Mera Badshah Hussain Hai Lyrics Urdu.
SONG CREDITS:
Song : Mera Badshah Hussain Hai
Artist : Shabbir Barkati
Label : Md Shoaib Raza
Mera Badshah Hussain Hai Lyrics in English
Ye baat kis qadar haseen
jo keh gae moinuddin
ki deen ki panaah husain hai
Mera Hussain hai
Mera badshah Hussain hai
aman ka mehr-o-maah bhi
jo shaahon ka hai shaah bhi
aisa baadshaah husain hai
Mera Hussain hai
Mera badshah Hussain hai
kare koi jo ham-sari
kisi ki kya majaal hai
husain har lihaaz se
jahaan mein bemisaal hai
ye ho chuka hai faisla
na koi doosra hasan
na koi doosra hussain hai
Mera Hussain hai
Mera badshah Hussain hai
hai jis ki fikr karbala
husain wo dimaag hai
ye panj-tan ki anjuman
ka paanchwa charaag hai
hasan ka pehla ham-safar
ali ka doosra pisar
imaam teesra husain hai
Mera Hussain hai
Mera badshah Hussain hai
hidaayat-e-husain par
amal karo, ai momino
rahenge ham bahisht mein
yaqeen rakho, ai momino
qubool hogi har duaa
kisi se kyun darein bhala
hamaara waasta husain hai
Mera Hussain hai
Mera badshah Hussain hai
duaaon mein, nidaaon mein
jo waasta ise banaaega
bahisht ki jo raahon ka
raasta ise banaaega
na waaste mein tod hai
na raaste mein mod hai
aisi seedhi raah husain hai
Mera Hussain hai
Mera badshah Hussain hai
qaza ke baad phir mujhe
naee hayaat mil gae
azaab se, itaab se
mujhe nijaat mil gayi
sawaal jab kiya gaya
hai kon tera peshwaa
to main ne keh diya hussain hai
Mera Hussain hai
Mera badshah Hussain hai
shaheed-e-karbala ka gam
jise bhi naa-gawaar hai
wo bad-amal, hai bad-nasab
usi pe be-shumaar hai
are o dushman-e-azal
tu mar zara qabar mein chal
pata chalega kya hussain hai
Mera Hussain hai
Mera badshah Hussain hai
karega jo mukhaalifat
Gam-e-husain ki yahan
wo hoga hashr, hashr mein
ki al-hafeez-o-al-amaan
jahaan bhi chhupne jaaega
kahin bhi bach na paaega
ki har jagah mera husain hai
Mera Hussain hai
Mera badshah Hussain hai
Mera Badshah Hussain Hai Lyrics in Hindi
ये बात किस क़दर हसीं
जो कह गए मो'ईनुद्दीं
कि दीन की पनाह हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
अमन का मेहर-ओ-माह भी
जो शाहों का है शाह भी
ऐसा बादशाह हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
करे कोई जो हम-सरी
किसी की क्या मजाल है
हुसैन हर लिहाज़ से
जहाँ में बे-मिसाल है
ये हो चुका है फ़ैसला
न कोई दूसरा हसन
न कोई दूसरा हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
है जिस की फ़िक्र कर्बला
हुसैन वो दिमाग़ है
ये पंज-तन की अंजुमन
का पाँचवा चराग़ है
हसन का पहला हम-सफ़र
'अली का दूसरा पिसर
इमाम तीसरा हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
हिदायत-ए-हुसैन पर
'अमल करो, ए मोमिनो
रहेंगे हम बहिश्त में
यक़ीं रखो, ए मोमिनो
क़ुबूल होगी हर दु'आ
किसी से क्यूँ डरें भला
हमारा वास्ता हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
दु'आओं में, निदाओं में
जो वास्ता इसे बनाएगा
बहिश्त की जो राहों का
रास्ता इसे बनाएगा
न वास्ते में तोड़ है
न रास्ते में मोड़ है
ऐसी सीधी राह हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
क़ज़ा के बा'द फिर मुझे
नई हयात मिल गई
'अज़ाब से, 'इताब से
मुझे निजात मिल गई
सवाल जब किया गया
है कौन तेरा पेशवा
तो मैंने कह दिया हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
शहीद-ए-कर्बला का ग़म
जिसे भी ना-गवार है
वो बद-'अमल, है बद-नसब
उसी पे बे-शुमार है
अरे ओ दुश्मन-ए-अज़ल
तू मर ज़रा क़बर में चल
पता चलेगा क्या हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
करेगा जो मुख़ालिफ़त
ग़म-ए-हुसैन की यहाँ
वो होगा हश्र, हश्र में
कि अल-हफ़िज़-ओ-अल-अमाँ
जहाँ भी छुपने जाएगा
कहीं भी बच न पाएगा
कि हर जगह मेरा हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है