Yaar Ka Sataya Huwa Hai Lyrics - Bpraak | New Hindi Songs 2023
Yaar Ka Sataya Huwa Hai Lyrics is brand new Hindi song sung by BPraak while this latest song is featured by Nawazuddin Siddiqui and Shehnaaz Gill. Yaar Ka Sataya Huwa Hai song lyrics are penned down by Jaani while its music is given by BPraak and video has been directed by Arvindr Khaira.
SONG CREDITS:-
Album: Zohrajabeen
Song: Yaar Ka Sataya Huwa Hai
Singer: Bpraak
Feat: Nawazuddin Siddiqui, Shehnaaz Gill
Lyrics: Jaani
Music: Bpraak
Choreog: Rajit Dev
Director: Arvindr Khaira
Label: Desi Melodies
Yaar Ka Sataya Huwa Hai Lyrics
“Mujhe Lagta Tha Nashe Me Tujhe Bhool Jaunga
Mujhe Lagta Tha Nashe Me Tujhe Bhool Jaunga
Tu Aur Yaad Aayi To Laga Aisa Nahi Karte
Tu Aur Sharaab Dono Ek Jaise Ho
Dono Nasha Karte Hain, Wafaa Nahi Karte”
Bahaaron Ki Rutt Hai Phir Bhi Mere
Bahaaron Ki Rutt Hai Phir Bhi Mere
Baag Ka Phool Murjhaya Hua Hai
Sharaab Peete Peete Jiske Haath Kanpte Ho
To Ye Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai
Sharaab Peete Peete Jiske Haath Kanpte Ho
To Ye Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai
Hum Peete Nahin Hai Pilaayi Gayi
Ab Tak Na Woh Bhulayi Gayi
Jo Qabron Pe Baith Ke Shayari Kare
Ho Wo Zakhmon Ne Shayar Banaya Hua Hai
Sharaab Peete Peete Jiske Haath Kanpte Ho
To Ye Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai
Mere Yaar Peete Peete Jiske Haath Kanpte Ho
To Ye Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai
Ho Maine Bhijwayi Use Jhoothi Khabar
Ke Duniyan Se Door Main Pakka Hua
Ho Maine Bhijwayi Use Jhoothi Khabar
Ke Duniyan Se Door Main Pakka Hua
Ho Tujhpe Jo Marta Tha, Marr Gaya Jaani
Tumne Kaha Chalo Accha Hua!
Ho Logon Ko Dekha Dafnate Hain Log
Ho Maine Mujhe Dafnaya Hua Hai
Sharaab Peete Peete Jiske Haath Kanpte Ho
To Ye Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai
Mere Yaar Peete Peete Jiske Haath Kanpte Ho
To Ye Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai
(Sataya Hua Hai)
(Sataya Hua Hai)
Hai Rab Yahan To Baat Kare
Ho Mujhse Kabhi Mulaqaat Kare
Hai Rab Yahan To Baat Kare
Ho Mujhse Kabhi Mulaqaat Kare
Toote Dilon Ko Jode Nahin
Kaise Woh Din Ko Raat Kare (Raat Kare)
Main Sach Bolun Rab Yahan Hai Hi Nahin
Bas Logon Ne Paagal Banaya Hua Hai
Sharaab Peete Peete Jiske Haath Kanpte Ho
To Ye Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai
Mere Yaar Peete Peete Jiske Haath Kanpte Ho
To Ye Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai
“Main Paagal Hoon Aur Bohot Paagal Hoon
Main Paagal Hoon Aur Bohot Paagal
Par Ye Bhi Baat Hai Ke Dil Saccha Hai
Chhen To Leta Tujhko Sareaam Main
Par Masla Yeh Ke Shohar Tera Aadmi Accha Hai”