Bepanah Pyar Hai Naat Lyrics in English | Khalid Hasnain Khalid Naat Lyrics

Be Panah Pyar Hai Naat Lyrics in Hindi and English. This song is sung by Sayed Abdul Qadir Al-Qadri Sahab. Manqabat Hazrat Abu Bakar Siddique Raziyallahu Anhu. We hope you like this kalam. 

 SONG DETAILS : 

Song : Be Panah Pyar Hai 
Singer : Syed Abdul Qadir Al-Qadri 
Lyrics : Abdullah 
SubBy: Md Shoaib Raza 
Label: Syed Abdul Qadir Al-Qadri 

Ik Shabe Taar Hai Lyrics in English

Ik shabe taar hai

Ik shabe taar hai


Aur ek ghaar hai, Aur us ghaar me

Ek sachha hai aur ek sachhaai hai


Ik mohabbat hai aur ek hubdaar hai

Be-panaah pyaar hai, Be-panaah pyaar hai


Jispe shahid hai aur noorani farman bhi

Rab ka Qur’aan bhi, Rab ka Qur’aan bhi


Zaanu-e-yaar par yaar filghaar par

Doulat e do jahan, Doulat e do jahan

Jalwa paira hui, Jalwa paira hui

Faiz farma.n hui, Faiz farma.n hui


Be-panaah pyaar hai …


Mere sarkar ka apne allah se

Be-panaah pyaar hai


Mere siddiq ka apne mahboob se

Be-panaah pyaar hai


Lekin us ghaar ke kone khudre me maujood

Ik saanp se

Ye taqarrub ka manzar na dekha gaya

Shokh ne das liya, saanp ke zahar se

Japt siddiq-e-akbar ka toota magar

Sanp ko kya khabar, Sanp ko kya khabar


Iski tar aankh se unke rukhsaar tak

Nukrayi aab ka, mahram-e-khaab tak

Jo safar ho gaya motbar ho gaya


Be Panah Pyar Hai Lyrics In Hindi

इक शबे तार है

इक शबे तार है


और ग़ार है और उस ग़ार में

एक सच्चा है और एक सच्चाई है


इक मोहब्बत है और एक हुबदार है

बेपनाह प्यार है, बेपनाह प्यार है


जिस पे शाहिद है और नूरानी फरमान भी

रब का कुरआन भी, रब का कुरआन भी


ज़ानू-ए-यार पर यार फिलगार पर

दौलत ए दो जहां, दौलत ए दो जहां

जल्वा पैरा हुई, जल्वा पैरा हुई

फ़ैज़ फ़रमां हुई, फ़ैज़ फ़रमां हुई


बेपनाह प्यार है …


मेरे सरकार का अपने अल्लाह से

बेपनाह प्यार है


मेरे सिद्दीक़ का अपने महबूब से

बेपनाह प्यार है


लेकिन उस ग़ार के कोने खुदरे में मौजूद इक सांप से

ये तक़र्रुब का मंज़र ना देखा गया

शोक ने डस लिया सांप के ज़हर से

जप्त सिद्दीक़-ए-अकबर का टूटा मगर

सांप को क्या खबर, सांप को क्या खबर


इसकी तर आंख से उनके रुखसार तक

नुकरई आब का, मैहरम-ए-ख्वाब तक

जो सफ़र हो गया, मोतबर हो गया

Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url