Siddiq Use Kehta Hai Ye Sara Zamana Lyrics in Urdu
Presenting beautiful brand new Manqabat Hazrat Abu Bakar Siddique Raziyallahu Anhu Siddiq Use Kehta Hai Ye Sara Zamana Lyrics in English Sung by Hafiz Tahir Qadri and Hafiz Ahsan Qadri saheban. If you like this Siddiq Use Kehta Hai Ye Sara Zamana Lyrics in hindi and Siddiq Use Kehta Hai Ye Sara Zamana Lyrics in urdu. Please share with your friends and family!
SONG CREDITS:
Kalam: Siddiq Use Kehta Hai Ye Sara Zamana
Artist: Hafiz Tahir Qadri, Hafiz Ahsan Qadri
SubBy: Md Shoaib Raza
Label: Hafiz Tahir Qadri
Siddiq Use Kehta Hai Ye Sara Zamana Lyrics in English
Sarkar-e Do Aalam Ka Hai Jo Pehla Khalifa
Siddiq Use Kehta Hai Ye Saara Zamana
Sarkar Ke Ashaab Me Jo Sabse Hai Bartar
Maana Hai Jise Haider-e Karrar Ne Rehbar
Wo Jis Ki Bulandi Ko Koi Chhu Nahi Paaya
Sarkar-e Do Aalam Ka Hai Jo Pehla Khalifa
Siddiq Use Kehta Hai Ye Saara Zamana
Namoose-e Risalat Pe Sadaa Pehra Diya Hai
Wo Jisne Sadaa Dars Mohabbat Ka Diya Hai
Jo Sarwar-e Konain Ka Hai Raaj Dulaara
Sarkar-e Do Aalam Ka Hai Jo Pehla Khalifa
Siddiq Use Kehta Hai Ye Saara Zamana
Usman Hoñ Farooq Hoñ Ya Hoñ Ke Wo Haider
Abbas Hoñ Salman Hoñ Ya Hoñ Ke Abu Zar
Har Ek Sahabi Ne Padha Jinka Tarana
Sarkar-e Do Aalam Ka Hai Jo Pehla Khalifa
Siddiq Use Kehta Hai Ye Saara Zamana
Hijrat Ki Raat Hi Na Faqat Hamsafar Rahe
Siddiq Hamriqab-e Nabi Umr Bhar Rahe
Aisa Nahi Ki Sirf Rahe Zindagi Mein Sath
Ab Bhi Wo Unke Sath Hain Madd-e Nazar Rahe
Bapanah Pyar Hai!
Bepanah Pyar Hai!
Bepanah Pyar Hai!
Nabiyon Ke Baad Bandoñ Mein Afzal Tareen Hai
Sultan-e Kaynat Ka Wo Janasheen Hai
Wo Yaar-e Gaar Bhai Hai Rafiq-e Mazar Bhi
Faizan Uski Zaat Wo Paaki Ameen Hai
Bapanah Pyar Hai!
Bepanah Pyar Hai!
Bepanah Pyar Hai!
Sarkar-e Do Aalam Ka Hai Jo Pehla Khalifa
Siddiq Use Kehta Hai Ye Saara Zamana
Kuchh Kaam Na Aayegi Ali Ki Inhe Ulfat
Bu Bakr Ki Hai Jin Ke Diloñ Mein Bhi Adawat
Wo Jis Ke Adu Ka Hai Jahannam Hi Thikana
Sarkar-e Do Aalam Ka Hai Jo Pehla Khalifa
Siddiq Use Kehta Hai Ye Saara Zamana
Aaqa Ne Musalle Pe Jise Apne Badhaya
Qur'an Mein Hai Jis Ke Liye Ayat-e Atqa
Konain Mein Jo Baad-e Nabi Sabse Hai Aala
Sarkar-e Do Aalam Ka Hai Jo Pehla Khalifa
Siddiq Use Kehta Hai Ye Saara Zamana
Aye Saif-e Raza Deen Ki Khatir Jo Lada Hai
Sarkar Ke Har Mod Pe Jo Sath Lada Hai
Jo Aaj Bhi Sarkar Ke Pehlu Mein Hai Soya
Sarkar-e Do Aalam Ka Hai Jo Pehla Khalifa
Siddiq Use Kehta Hai Ye Saara Zamana
Siddiq Use Kehta Hai Ye Sara Zamana Lyrics in Hindi
सरकारे दो आलम का है जो पेहला ख़लीफ़ा
सिद्दीक़ उसे कहता है ये सारा ज़माना
सरकार के असहाब में जो सबसे है बर्तर
माना है जिसे हैदरे कर्रार ने रहबर
वो जिसकी बुलंदी को कोई छू नहीं पाया
सरकारे दो आलम का है जो पेहला ख़लीफ़ा
सिद्दीक़ उसे कहता है ये सारा ज़माना
नामूसे रिसालत पे सदा पेहरा दिया है
वो जिसने सदा दर्स मोहब्बत का दिया है
जो सरवरे कौनैन का है राज दुलारा
सरकारे दो आलम का है जो पेहला ख़लीफ़ा
सिद्दीक़ उसे कहता है ये सारा ज़माना
उस्मान हों फ़ारुक़ हों या हों के वो हैदर
अब्बास हों सलमान हों या हों के अबू ज़र
हर एक सहाबी ने पढ़ा जिनका तराना
सरकारे दो आलम का है जो पेहला ख़लीफ़ा
सिद्दीक़ उसे कहता है ये सारा ज़माना
कुछ काम न आएगी अली की इन्हें उल्फ़त
ब बक्र की है जिनके दिलों में भी अदावत
वो जिस के अदू को है जहन्नम ही ठिकाना
सरकारे दो आलम का है जो पेहला ख़लीफ़ा
सिद्दीक़ उसे कहता है ये सारा ज़माना
आक़ा ने मुसल्ले पे जिसे अपने बढ़ाया
क़ुरआन में है जिसके लिए आयते अतक़ा
कौनैन में जो बादे नबी सबसे है आला
सरकारे दो आलम का है जो पेहला ख़लीफ़ा
सिद्दीक़ उसे कहता है ये सारा ज़माना
ए सैफ़े रज़ा दीन की ख़ातिर जो लड़ा है
सरकार के हर मोड़ पे जो साथ लड़ा है
जो अब भी सरकार के पहलू में है सोया
सरकारे दो आलम का है जो पेहला ख़लीफ़ा
सिद्दीक़ उसे कहता है ये सारा ज़माना
Siddiq Use Kehta Hai Ye Sara Zamana Lyrics in Urdu
سرکارِ دوعالم کا ہے جو پہلا خلیفہ
صدیق اُسے کہتا ہے یہ سارا زمانہ
سرکار کے اصحاب میں جو سب سے ہے برتر
مانا ہے جسے حیدر کرّار نے رہبر
وہ جسکی بلندی کو کوئی چھو نہیں پایا
سرکارِ دوعالم کا ہے جو پہلا خلیفہ
صدیق اُسے کہتا ہے یہ سارا زمانہ
ناموسِ رسالت پہ سدا پہرا دیا ہے
وہ جس نے سدا درس محبت کا دیا ہے
جو سرورِ کونین کا ہے راج دُلارا
سرکارِ دوعالم کا ہے جو پہلا خلیفہ
صدیق اُسے کہتا ہے یہ سارا زمانہ
عثمان ہوں فاروق ھوں یا ہوں کے وہ حیدر
عبّاس ھوں سلمان ہوں یا ہوں کے ابوزر
ہر ایک صحابی نے پڑھا جنکا ترانا
سرکارِ دوعالم کا ہے جو پہلا خلیفہ
صدیق اُسے کہتا ہے یہ سارا زمانہ
کچھ کام نہ آئیگی علی کی انہیں اُلفت
بو بکر کی ہے جنکے دلوں میں بھی عداوت
وہ جسکے عدو کا ہے جہنّم ہی ٹھکانہ
سرکارِ دوعالم کا ہے جو پہلا خلیفہ
صدیق اُسے کہتا ہے یہ سارا زمانہ